© Subham Ram. Powered by Blogger.

Sunday, 24 September 2023

With every passing day, the dread for the doom enlarges inside me. And these days, almost everyday I am seeing her in my dreams. Those moments and a few minutes after waking up, are the happiest moments of the days. It feels so good being with her, because at that moment it all feels real. 

Love is real. It is. Otherwise how can your body tremble and give you goosebumps when you just think about her face, think about talking to her or just touching her finger? How do you suddenly become so happy and chirpy thinking about talking to her who at the moment might be in a different continent thousands of miles apart? Of course all this can be trashed into the bin of hyper unreal romanticism but isn't that real for some people? Maybe, maybe not, maybe it's all outcome of growing up years surrounded by an environment of movies and books, poetry and prose, people and their talks, everything relating somehow to romantic love or whatnot.

Staring the nothing

Posted by Subham  |  No comments

9/24/2023 07:26:00 am Share:

0 comments:

Saturday, 9 September 2023

Jee rahe hain kapde badal badal kar
Ek din ek hee kapde mein le jaayenge kandhe badal badal kar.

- unknown

बहुत हसीन सही सोहबतें गुलों की मगर 
वो ज़िंदगी है जो काँटों के दरमियाँ गुज़रे 

- Jigar Muradabadi

Woh jo marne par tula hai,
Usne jee kar bhi to dekha hoga.

- Jaun Elia

Roti hui aankho mein, 
Intezaar hota hai,
Na chahte hue bhi,
Pyaar hota hai.

Kyon dekhte hain,
hum wo sapne,
Jinke tootne par bhi,
unke sach hone ka intezaar hota hai.

Tum pasand aaye yeh ittefaaq tha,
Tum hi pasand reh gaye yeh mohabbat hai.

Ishq se bachiye janaab, 
Suna hai ye badi dheemi maut hai.

Kabhi kabhi alfaaz nahi hote kaifiyat bayaan karne ko,
Bas dil karta hai koi samajh le, sambhaal le, samet le.

Tumhari taareef karna meri majburi nahi, 
Yakeen maano tum kaabil-e-tareef ho.

Jinhein neend nahi aati unhi ko maaloom hai,
Subah aane mein kitne zamane lagte hain.

Uske baad to humne muskurana chor diya,
Dil aisa toota ki dil lagana chor diya, 
Woh dhoondh raha hai zamaane mein mujhse behtar, 
Jiski khaatir humne zamaanaa chorr diya.

Tumhein to zindagi ke har dukh bataye the, 
Tumhara toh haq nahin banta tha dukh dene ka.

मैं चुपके से टूटा था,
गिरता तो शोर हो जाता।

Mohabbat ka pata nahi bas lagaav sa hai,
Jo bhi keh lo, bas behisaab sa hai.

Kehna to bohot kuch tha, 
Par usko khush dekh kar himmat hee nahi huyi.

Kaise kar lete hain log ishq, do chaar ke sath,
Mujhe toh uske baad kisi ka khayaal tak nahi aaya

Mohabbat kisi ki adhuri nahi hoti
Bas kisi dusre se ummeedein hoti hain
Wo poori nahi hoti

Jee Rahe Hain Kapde Badal Badal Kar

9/09/2023 02:13:00 pm Share:

0 comments:

Page num counts -->
Get updates in your email box
Complete the form below, and we'll send you the best coupons.

Deliver via FeedBurner

Kolkata Bloggers

Tweets by Subham

Recent News

About Us

This is a personal blog of Subham who writes here to help others with tech-solutions or to express himself. So here 'US' consists of Subham only. This blog is purely a work of emotion driven writing except the technology posts. Thanks for visiting.
© 2014- An Ordinary Human. Responsive Template by Subham Ram
Proudly Powered by Blogger. ® All Rights Reserved.
back to top